Recently updated on October 14th, 2016
بسم الله الرحمن الرحيم
Bismillah hirRahman nirRaheem
With The Name of ALLAH, The Beneficent and The Merciful
SallALLAHU ‘Ala Mu’hammad SallALLAHU Alayhe Wasallam
I request you to please follow yaALLAH.in on Facebook, Twitter, Google+, LinkedIn, Pinterest and Tumblr
BigRemedies for Constipation
Islamic Remedies for Constipation
Treatment Tips for Constipation (Qabz ka ilaj)
- Rozana kam se kam 4 litre pani pina.
- Behtar hoga agar neem garam pani piye.
- Suba o Sham pait par sarson ka tel ki maalish.
- Dhoodh garm kar kay is main desi ghee mila kar peena bhot hi mufeed hai.
- Zaida sa zaida lassi, chhaach aur dahi peena mufeed hai.
- Pukhta kharbozay khana qabz dor karnay ka umda ilaj hai.
- 5 khusak anjeer dhoodh main ubal kar raat ko sonay se qabl khana kabz ka ilaj hai.
- Raat soney se qabal 2 table spoon arand ka oil pee lanay sa qabz chali jati hai.
- Chand din rozana tarboz khanay se qabz dor ho jati hai.
- Qabz ki problem ho to pukhta papita istimal mein lijiye. Ya fir iska juice bhi le sakte hai.
- Apple aik ya do chhilkay samet nihaar muh subah uthkar khane se qabz dor hoti hai.
- Har qism ke fruits aur salad khane se qabz door hoti hai.