Recently updated on March 7th, 2017
Home Remedy for Diabetes Cure
Introduction
Diabetes is a very common and a grievous disease these days. Most of the types of foods that we eat are harmful in one or the other way. A diabetic should take some prevention measures to fight against it. Insha ALLAH these precautionary remedies will be proved beneficial for type 2 diabetes patient.
It is found in a research in University of Tel Aviv, Israel,
- If a diabetes patient remains empty stomach in the morning his sugar level remain high during the rest of the day.
- If a diabetes patient remains empty stomach till lunch, his insulin response becomes too weak.
- Remaining hungry for most of the time effects pancreatic cells to work properly.
For these reasons, try to eat something during the entire day to prevent such harmful effects.
Researches have also found out that,
Do’s
- Eating high calories dairy products in the breakfast.
- Eating low calories in the dinner like broccoli vegetable and oranges can keep the danger far away for diabetes type 2 patient.
Don’ts
Never remain empty stomach from morning till lunch.
Home Remedy for Diabetes Cure in Roman English
Janiye
Diabetes ek bahot hi aam lekin khatarnaak marz hai aj ke is daur me. Jo ajkal rozmarra ke khane ki cheeze jo hum istimaal mein lete hai unhi me se zyadatareen khane ki cheeze nuksaandeh hoti hai. Kuch mamuli, asaan lekin bahot kaargar nuskhe pesh kiye deta hu jo ki diabates type 2 ke mareez ke liye mufeed saabit honge insha ALLAH.
Research karne wale Tel Aviv, Israel Ki Jamia ke doctors ne kuch raazshuda lekin kaargar chizein pata lagayi hai. Wo hain:
- Agar Shakar Ki Ziadati wale mareez khali pait subah nashta kiye baghair dopahar tak isi tarah se rehte is tarah ke logo ki shakar ka level pure din bhar ooncha rehta hai.
- Agar shakar ke mareez subah se lekar dopahar ke khane tak bhukhe pait rehte hai to ese mareez ka insulin ki mazahamat ki taaqat bahot hi kamzor pad jati.Aur isi tarah aam taur par shakar ke mareez agar bhookhe rehte hai to unke lablabake tamam khalviya mukammal taur par kam nahi kar pate.
Inhi wajuhat se pure din bhar shakar ke mareezo ko thoda bahot khate rehna chahiye jisse ke unka pait khali na rahne paye aur unhe bhookh na lagne paaye. Aur fir upar di gayi nuksandeh alaamat se wo fir bache rahenge insha ALLAH.
Doctors ki ek aur tehqiqaat mein bhi kya karna aur kya na karna chahiye ye samne aya hai:
Kya Kijiye:
- Zyadah harara wali khane ki cheezein subah ke nashte mein istimal mein le. Jese doodh se bani cheezein bhi behad fayde mand hai.
- Bahot kam harara wali cheezein misal ke taur par shaakh gobhi aur santara is tarah ke khatron se shakar ke type 2 mareezo ki hifazat rakhta hai.
Kya Na Kijiye:
Kabhi bhi bhookhe pait qatayi na rahiye chahe wo subah ho ya fir shaam. Thoda bahot kuch na kuch khate rahiye jo khane me hidayat di gayi hai.